Woh dukh bhi kya dukh hai
Jo jeene ki aas na bhujaye
Woh zakhm bhi kya zakhm hai
Jo apni daagh saada ke liye na chode
Woh udaasi bhi kya udaasi hai
Jo har armaan ko na mitaye
Woh tappad bhi kya tappad hai
Jo ungliyoon ki nishaan na chode
Woh gham bhi kya gham hai
Jo zindagi mitane ko na tharsaye
Woh taqleef bhi kya taqleef hai
Jo jeena dushwaar na kare
In sabi badmaashon ke bina
Jeena mein kabhi maaza na aaye
Friday, October 27, 2006
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Thats a depressing one.
Post a Comment